% \startsong \stitle{mil jaate hai.n jo pyaar me.n}% \film{Aarzoo}% \year{1999}% \starring{Akshay Kumar, Saif Ali Khan, Madhuri Dixit}% \singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik}% \music{Annu Malik}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % he he mil jaate hai.n jo pyaar me.n marake bhii vo bichha.Date nahii.n ham unhe.n bhuul sakate nahii.n vo hame.n bhuul sakate nahii.n ho mil jaate hai.n \threedots kaun sii chaa.Ndanii raat me.n kyaa hu_aa kis mulaakaat me.n yaad aatii hai jab bhii ko_ii baat bas baat hii baat me.n jaise rote hai.n dil TuuT ke aise saavan barasate nahii.n o mil jaate hai.n \threedots Gam kii nazaro.n pe chhaayaa hu_aa dard ha.Nsate nazaaro.n kaa hai dil ke baahar hai patajha.D magar dil me.n mausam bahaaro.n kaa hai unakii yaado.n ke ye phuul to TuuT kar bhii bikharate nahii.n o mil jaate hai.n \threedots hamako le jaa_egii ab kahaa.n pyaar kii ye galii kyaa pataa bhuul se ham yahaa.n aa ga_e vaapasii kaa nahii.n raastaa isali_e bachake chalate hai.n log is galii se guzarate nahii.n ho mil jaate hai.n \threedots kis taraf kisako aavaaz de.n kaun jaane kahaa.n rah gayaa raat Gam kii guzaratii ga_ii ye a.ndheraa yahaa.n rah gayaa ham jahaa.n hai.n vahaa.n aajakal chaa.Nd suuraj nikalate nahii.n mil jaate hai.n \threedots % #endindian \endsong