% \startsong \stitle{nashiilii raat hai ... lo aayii milan kii raat suhaanii raat}% \film{Aashiq}% \year{1962}% \starring{Raj Kapoor, Padmini, Nanda, Abhi Bhattacharya, Leela Chitnis}% \singer{Lata}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10914 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % nashiilii raat hai saare chiraaG gul kar do Kushii kii raat me.n kyaa kaam jalane vaalo.n kaa lo aayii milan kii raat suhaanii raat \-2 naino.n se kisii ke nain mile haatho.n me.n kisii kaa haath lo aayii milan kii \threedots dene ko mubaarakabaad tumhe.n ye chaa.Ndanii dar par aa hii ga_ii ho.NTho.n pe vafaa ke giit li_e ik chandra kiran sharamaa hii ga_ii jiivan me.n kitane ra.ng bhare ye meha.ndii vaale haath lo aayii milan kii \threedots duniyaa ne to kyaa\-kyaa nazar diyaa dulhan ko chamakataa nazaraanaa ham dil kaa shaguufaa laa_e hai.n anamol hai ye to diivaanaa kar liiji_e qubuul is dil ko rah jaa_egii apanii baat lo aayii milan kii \threedots % #endindian \endsong