% \startsong \stitle{zamii.n se hame.n aasamaa.N par biThaa ke giraa to na doge}% \film{Adaalat}% \year{1958}% \starring{Pradeep Kumar, Nargis, Pran, Achala Sachdev, Yaqub, Murad}% \singer{Rafi, Asha}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10552 [V S Rawat], U.V. Ravindra % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % do \: aa aa aa aa \: zamii.n se hame.n aasamaa.N par biThaa ke giraa to na doge ra \: agar ham ye puuchhe.n ke dil me.n basaa ke bhulaa to na doge aa \: zamii.n se hame.n \threedots ra \: agar ham ye puuchhe.n \threedots aa \: ( ai raat is vaqt aa.Nchal me.n tere jitane bhii hai.n ye sitaare ) \-2 ra \: jo de de tuu mujhako to phir mai.n luuTaa duu.N kisii kii nazar pe ye saare aa \: aa kaho ke ye ra.ngiin sapane sajaa ke miTaa to na doge ra \: agar ham ye puuchhe.n \threedots aa \: ( tumhaare sahaare nikal to pa.De hai.n hai ma.nzil kahaa.N dil na jaane ) \-2 ra \: jo tum saath doge to aa_egii ek din ma.nzil gale se lagaane aa \: aa itanaa to dil ko yaqii.n hai hame.n tum daGaa to na doge ra \: agar ham ye puuchhe.n \threedots do: aahaa\-haa haahaa\-haa haahaa\-haa la\-laa\-laa la\-laa\-laa la\-laa\-laa m.h\-h.hm.h h.hm.h\-h.hm.h\-h.hm.h h.hm.h\-h.hm.h\-h.hm.h aahaa\-haa haahaa\-haa haahaa\-haa % #endindian \endsong