% \startsong \stitle{ban ke pa.nchhii gaa_e.N pyaar kaa taraanaa}% \film{Anaadi}% \year{1959}% \starring{Raj Kapoor, Nutan, Lalita Pawar}% \singer{Lata}% \music{Shankar Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10862 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: Ashok Dhareshwar % \printtitle #indian % la \: ban ke pa.nchhii gaa_e.N pyaar kaa taraanaa \-2 mil jaa_e agar aaj ko_ii saathii mastaanaa \-2 to jhuume.n ye dharatii aur jhuume aasamaa.N ho ko\: ban ke pa.nchhii \threedots la \: aa_ii.n hasiino.n kii Toliyaa.N \-2 ko \: aa haa haa la \: bole.n piyaa\-milan kii boliyaa.N ma.nzil pe aa_e ko_ii nainaa milaa_e ko_ii bhar de ye ulfat kii jholiyaa.N ko \: ma.nzil pe aa_e \threedots la\: ban ke pa.nchhii \threedots ko\: ban ke pa.nchhii \threedots la \: kheto.n pe chhaa_ii.n javaaniyaa.N \-2 ko \: aa haa haa la \: patto.n pe likhii.n kahaaniyaa.N phuulo.n kii Daal jaise ra.ngii.n rumaal ko_ii de\-de hame.n bhii nishaaniyaa.N ko \: patto.n pe likhii.n \threedots la\: ban ke pa.nchhii \threedots ko\: phuulo.n kii Daal \threedots % #endindian \endsong