% \startsong \stitle{cha.Dhe chandaa to tum bhii chale aanaa}% \film{Aplam Chaplam}% \year{1961}% \starring{I S Jauhar, Kumkum, Majanu, W M Khan, Jivan, Tabassum, Tuntun}% \singer{Mukesh, Lata}% \music{Chitragupt}% \lyrics{Prem Dhawan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10103 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % la \: cha.Dhe chandaa to tum bhii chale aanaa sajan tumhe.n pyaar kii qasam mu \: jahaa.N bolo diivaanaa chalaa aa_e ki dil\-e\-beqaraar kii qasam tere hii dam se to phuulo.n pe nikhaar hai tuu hai agar to Kizaa_o.n me.n bahaar hai la \: ulfat kii raaho.n me.n mahakii fizaa_o.n me.n aa jaanaa chupake se jhuumake balam cha.Dhe chandaa to tum \threedots la \: aajaa mai.n baiThii huu.N sapane sajaa ke rakhuu.Ngii dil me.n tujhako biThaa ke mu \: jab tak ye taare hai.n ham to tumhaare hai.n tujhape luTaa de.nge jaan bhii sanam jahaa.N bolo diivaanaa chalaa \threedots mu \: dil jo diyaa hai to kyaa paradaa jahaan se la \: miTanaa hii hai to miTe.nge ba.Dii shaan se mu \: hogaa jo honaa hai la \: kaahe kaa ronaa hai mu \: ha.Ns ke hii sahane hai.n pyaar ke sitam la \: cha.Dhe chandaa to tum \threedots % #endindian \endsong