% \startsong \stitle{laakh chhupaao chhup na sakegaa}% \film{Asli Naqli}% \year{1962}% \starring{Dev Anand, Sadhna}% \singer{Lata}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: David Windsor (windeng@fac.anu.edu.au) % Transliterator: David Windsor (windeng@fac.anu.edu.au) % Credits: David Windsor (windeng@fac.anu.edu.au) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % laakh chhupaao chhup na sakegaa raaj ho kitanaa gaharaa dil kii baat bataa detA hai, asalii naqalii cheharaa phuul me.n khushabuu dil me.n chaahat kabhii n chhipane paa_ii hai aa.Nkh se Dhalakii banakar surkhii jab jab aakar davaa_ii hai sach baato.n par lag nahii.n sakataa khaamoshii kaa paharaa dil kii baat bataa detaa hai, asalii naqalii cheharaa ab n ham ko aur bataao hamane to pahachaan liyaa saagar se bhii gahare nikale hamane tum ko jaan liyaa jis ke man me.n chor chhipaa ho saamane kavi vah Thaharaa dil kii baat bataa detaa hai, asalii naqalii cheharaa log to dil ko khush rakhne ko kyaa kyaa Dho.ng rachaate hai bheshh badal kar is duniyaa me.n baharuupiye ban jaate hai.n man darapan me.n mukha.Daa dekho utaraa ra.ng sunaharaa dil kii baat bataa detaa hai, asalii naqalii cheharaa % #endindian \endsong %