% \startsong \stitle{yaad aa rahaa hai dil ko bhuulaa hu_aa zamaanaa}% \film{Amar Kahani/ ( Kanchan 1955)}% \year{1949}% \starring{Suraiya, Jairaaj, Mehra, Ranjana}% \singer{Suraiya}% \music{Husnlal-Bhagatram}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12629 [V S Rawat], 10/02/2004 % \printtitle #indian % ( yaad aa rahaa hai dil ko yaad aa rahaa hai dil ko bhuulaa hu_aa zamaanaa ) \-2 yaad aa rahaa hai dil ko har shay pe zi.ndagii thii har chiiz par jawaanii \-2 aa.Nkho.n me.n ik kahaanii ho.nTho.n pe ik taraanaa yaad aa rahaa hai dil ko yaad aa rahaa hai dil ko bhuulaa hu_aa zamaanaa yaad aa rahaa hai dil ko unakii adaaye.n dil ko ab yaad aa rahii hai.n \-2 chupake se unakaa aanaa aur mujhako chuum jaanaa yaad aa rahaa hai dil ko yaad aa rahaa hai dil ko bhuulaa hu_aa zamaanaa yaad aa rahaa hai dil ko dil ko Kabar nahii.n thii ban jaayegaa kisii din \-2 do dil kaa muskuraanaa rone kaa ek bahaanaa ( yaad aa rahaa hai dil ko yaad aa rahaa hai dil ko bhuulaa hu_aa zamaanaa ) \-2 yaad aa rahaa hai dil ko % #endindian \endsong %