% \startsong \stitle{o taak dhinaa dhin ... sun mere ba.ndhuu ... naach nachaa_e rupaiyaa}% \film{Bhaabhi}% \year{1991}% \starring{Govinda, Juhi, Bhanupriya, Gulshan, Anand Balraj, Ajit Vachhani}% \singer{Kumar Sanu, Chorus}% \music{Annu Malik}% \lyrics{Dev Kohli}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ku \: o taak dhinaa dhin taa taa thaiyaa ko \: taak dhinaa dhin \-2 ku \: o taak dhinaa dhin taa taa thaiyaa sun mere ba.ndhuu sun mere bhaiyaa naach nachaa_e rupaiyaa \-2 kyo.n jii sach kahaa yaa jhuuTh kahaa \-2 ko \: tuune sach kahaa haa.N jii sach kahaa \-2 ku \: o taak dhinaa dhin \threedots la.Dakii Gariib kii ghar jo aa_e saasuu jii naak cha.Dhaa_e o_e maal Kazaanaa saath jo laa_e sasurii sir pe biThaa_e kyuu.N naarii hai ek khilaunaa maaTii mol bike kyo.n sonaa ek jagah tum dekh lo yaaro.n \-2 kaisii dhuup aur chhaiyaa ko \: naach nachaa_e rupaiyaa \-2 ku \: roz dahez ke hove.n jhaga.De jalate hai.n naarii ke kapa.De rapaT karo darogaa aka.De mujarim ko kaun paka.De baat pate kii kahe diivaanaa aaj nahii.n hai vo zamaanaa ik pala.De me.n naarii baiThe \-2 aur duuje me.n rupaiyaa ko \: naach nachaa_e rupaiyaa \-2 % #endindian \endsong