% \startsong \stitle{laharo.n pe lahar, ulfat hai javaa.n}% \film{Chhabili}% \year{1960}% \starring{}% \singer{Hemant}% \music{Snehal Bhatkar}% \lyrics{S Ratan}% % % Contributor: Preeti Ranjan Panda (ppanda@du.ICS.UCI.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % laharo.n pe lahar, ulfat hai javaa.n rAto.n kii sahar, chalii aao yahaa.N sitaare TimaTimaate hai.n, tU aajaa aajaa machalatii jaa rahI hai ye havaae.n aajaa aajaa laharo.n pe lahar, ulfat hai javaa.n \threedots sulagatii chaa.Ndanii me.n tham rahii hai tujh pe najar kadam ye kis taraf ba.Dhate chale jaate hai.n bekhabar zamaane ko hai bhuule ham ajab sI khvaab ye safar laharo.n pe lahar, ulfat hai javaan \threedots nA jaane kaunasii raahe.n hamArA kaun saa hai jahaan sahaare kisake ham Dhuu.NDhe, hamaarii ma.njil hai kahaa.N sadaa dil kii magar kahatii hai merI duniyaa hai yahaa.N laharo.n pe lahar, ulfat hai javaa.n \threedots % #endindian \endsong %