% \startsong \stitle{ek baar jhalak dikhalaa ke hame.n ... isii kaa naam duniyaa hai to}% \film{Bewafaa}% \year{1952}% \starring{Ashok Kumar, Raj Kapoor, Nargis}% \singer{Lata}% \music{Alla Rakha Qureshi}% \lyrics{Sarshar Sailani}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10019 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ek baar jhalak dikhalaa ke hame.n qismat kaa sitaaraa Duub gayaa kashtii to bechaarii kashtii thii paanii me.n kinaaraa Duub gayaa isii kaa naam duniyaa hai to duniyaa dekh lii maine kisii kii aarazuu kaa Kuun karake kyaa milaa mujhako ki apane dil kii duniyaa bhii uja.Date dekh lii maine isii kaa naam duniyaa hai \threedots merii aa.Nkho.n ke aage luT rahaa thaa dil kaa qaafilaa qayaamat hai ki jiite jii qayaamat dekh lii maine isii kaa naam duniyaa hai \threedots merii a.ndhii javaanii ne mujhe barabaad kar Daalaa kisii kii bevafaa_ii par luTaa dii zindagii maine isii kaa naam duniyaa hai \threedots % #endindian \endsong