% \startsong \stitle{mai.n raahii bhaTakane vaalaa huu.N}% \film{Baadal}% \year{1951}% \starring{Premnath, Madhubala}% \singer{Mukesh}% \music{Shankar Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10812 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: Ashok Dhareshwar % \printtitle #indian % mai.n raahii bhaTakane vaalaa huu.N ko_ii kyaa jaane matavaalaa huu.N ye mast ghaTaa merii chaadar hai ye dharatii meraa bistar hai mai.n raat me.n din kaa ujaalaa huu.N ko_ii kyaa jaane \threedots ye bijalii raat dikhaatii hai ma.nzil pe mujhe pahu.Nchaatii hai mai.n tuufaano.n kaa paalaa huu.N ko_ii kyaa jaane \threedots mai.n machaluu.N to ik aag bhii huu.N mai.n jhuumuu.N to ik raag bhii huu.N duniyaa se duur niraalaa huu.N ko_ii kyaa jaane \threedots % #endindian \endsong