% \startsong \stitle{hasiin ho tum Kudaa nahii.n ho tumhaaraa sazadaa nahii.n kare.nge}% \film{Budtameez}% \year{1966}% \starring{Shammi Kapoor, Sadhna, Laxmi Chhaya}% \singer{Rafi}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11007 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % hasiin ho tum Kudaa nahii.n ho tumhaaraa sazadaa nahii.n kare.nge agar mohabbat me.n huqm doge to ha.Nsate\-ha.Nsate ye jaa.N bhii de.nge samajhate ho Kud ko jaane kyaa tum ki saarii duniyaa ko Kaaq jaanaa Guruur kaa sar jhukegaa ek din ha.Nsegaa tum par ye zamaanaa hameshaa ye din nahii.n rahe.nge hasiin ho tum \threedots hamaarii nazaro.n kaa shuqr kiiji_e ki aasamaa.N par tumhe.n biThaayaa hamaare dil ko du_aa_e.N diiji_e ki dha.Dakano.n me.n tumhe.n basaayaa bulandiyo.n se giroge tum bhii agar nigaaho.n se ham gire.nge hasiin ho tum \threedots hamaare jaise agar hai.n laakho.n tumhaare jaise bhii kam nahii.n hai.n jo patthar se pho.D le.n sar vo aur ho.nge vo ham nahii.n hai.n nahii.n mohabbat me.n mar sake jo bhalaa vo jiikar hii kyaa kare.nge hasiin ho tum \threedots % #endindian \endsong