% \startsong \stitle{naa to aaj barasaat kaa mausam ... binaa badaraa ke bijuriyaa}% \film{Bandhan}% \year{1969}% \starring{Rajesh Khanna, Mumtaz, Anju Mahendru}% \singer{Mukesh, Male voice}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Anjaan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11085 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % mu \: naa to aaj barasaat kaa mausam naa kahii.n chhaa_ii badariyaa phir bhii more jiyaraa me.n chamake are tham\-tham ko_ii bijuriyaa ko \: vaa\-vaah\-vaah toharaa javaab naahii.n mu \: binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake ko \: ho binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake mu \: kaise chamake ko_ii puuchhe re hamase ko \: kaise chamake ko_ii puuchhe re hamase mu \: ho binaa badaraa ke \threedots ko \: ho binaa badaraa ke \threedots mu \: raaho.n me.n jab gorii nayanaa milaaye ke ko \: nayanaa milaaye ke mu \: muskaaye ghu.NghaTaa me.n mukha.Daa chhipaaye ke ( to mar jaa_e.N ) \-2 ham to qasam se qasam se mu \: binaa badaraa ke \threedots ko \: ho binaa badaraa ke \threedots mu \: kaise chamake \threedots ko \: ho binaa badaraa ke \threedots mu \: baiThe ho.n jab miiThe sapane sajaaye ke ko \: sapane sajaaye ke mu \: aise me.n haule se paas kabhii aaye ke ( jo bichhavaa ) \-2 bajaaye de gorii chham se qasam se mu \: binaa badaraa ke \threedots ko \: ho binaa badaraa ke \threedots mu \: kaise chamake \threedots ko \: ho binaa badaraa ke \threedots % #endindian \endsong