% \startsong \stitle{ba.Dii der bha_ii kab loge Kabar more raam}% \film{Basant Bahaar}% \year{1956}% \starring{Bharat Bhushan, Nimmi, Chandrashekhar, Kumkum}% \singer{Rafi}% \music{Shankar Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10827 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: Ashok Dhareshwar % \printtitle #indian % ba.Dii der bha_ii \-2 kab loge Kabar more raam \-2 ba.Dii der bha_ii \-2 kahate hai.n tum ho dayaa ke saagar phir kyuu.N khaalii merii gaagar jhuume.n jhuke kabhii na barase kaise ho tum ghanashyaam \-2 he raam \-2 ba.Dii der bha_ii \-2 sun ke jo bahare ban jaa_oge aap hii chhaliyaa kahalaa_oge merii baat bane naa bane ho jaa_oge tum badanaam \-2 he raam \-2 ba.Dii der bha_ii \-2 kab loge Kabar more raam \-2 chalate\-chalate mere pag haare aa_ii jiivan kii shaam kab loge Kabar more raam ba.Dii der bha_ii \-2 % #endindian \endsong