% \startsong \stitle{husn chalaa kuchh aisii chaal ... pyaar kii qasam kamaal ho gayaa}% \film{Bluff Master}% \year{1963}% \starring{Shammi Kapoor, Saira Bano, Pran}% \singer{Rafi, Lata}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Rajindra Krishan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10928 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % ra \: husn chalaa kuchh aisii chaal diivaane kaa puuchh naa haal pyaar kii qasam kamaal ho gayaa \-2 la \: dil ko ab tak hai i.nkaar aa.Nkhe.n kar baiThii.n ikaraar pyaar kii qasam kamaal ho gayaa \-2 ra \: ho o kabhii paas aa_e.N kabhii duur jaa_e.N ke hai.n dil churaane kii laakho.n adaa_e.N la \: nahii.n tiir nikalaa abhii tak kamaa.N se ko_ii unase kah de ki dil ko bachaa_e.N \-2 ki dil ko bachaa_e.N ra \: husn chalaa kuchh \threedots la \: kahaa.N tak rahoge ye daaman bachaa ke ke mushkil hai bachanaa nishaane pe aa ke ra \: hamaaraa hai kyaa ham to miT ke rahe.nge jahaa.N tumane dekhaa zaraa muskaraa ke \-2 zaraa muskaraa ke la \: dil ko ab tak hai \threedots ra \: ho o din hai.n tumhaare zamaanaa tumhaaraa nigaahe.n idhar hai.n idhar hai ishaaraa la \: ye paiGaam dete hai.n zulfo.n ke saa_e chalaa aa_e jo hai mohabbat kaa maaraa \-2 mohabbat kaa maaraa ra \: husn chalaa kuchh \threedots % #endindian \endsong