% \startsong \stitle{ye kaun aayaa ke mere dil kii duniyaa me.n bahaar aa_ii}% \film{Baazi}% \year{1951}% \starring{Dev Anand, Geeta Bali}% \singer{Geeta}% \music{S D Burman}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12202 [V S Rawat] % \printtitle #indian % oh ho ho ho ho ho ho ho ta ra ra ram ta ra ra ra ram ha ha ha ha ta ra ra ram ta ra ra ra ram ye kaun aayaa ( ye kaun aayaa ke mere dil kii duniyaa me.n bahaar aa_ii ) \-2 ye kaun aayaa achaanak ye mere haatho.n me.n kisakaa haath aayaa hai na mai.n jaanuu.N na dil jaane wo apanaa yaa paraayaa hai ye kaun aayaa ke mai.n apanii hii dha.Dakan sun ke sharamaayaa ye kaun aayaa ke mere dil kii duniyaa me.n bahaar aa_ii ye kaun aayaa dulhan ban ke jawaanii kii uma.nge.n gunagunaatii hai.n bataa hai kaun aa.Nkho.n me.n ke aa.Nkhe.n muskuraatii hai.n bikhar ke kisakii baa.Nho.n se ye merii zulf laharaa_ii ye kaun aayaa ye kaun aayaa ke mere dil kii duniyaa me.n bahaar aa_ii ye kaun aayaa % #endindian \endsong