% \startsong \stitle{mahafil me.n mere kaun ye diivaanaa aa gayaa}% \film{Albela}% \year{1951}% \starring{Geeta Bali, Bhagawan}% \singer{Rafi, Lata}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: K Vijay Kumar % Date: % Credits: Hrishi Dixit % Comments: % %\printtitle #indian % f : mahafil me.n mere kaun ye diivaanaa aa gayaa m : jab shammaa ne pukaara to paravaanaa aa gayaa, o paravaanaa aa gayaa f : aanaa hai mere paas to kha.njar ko dekh lo kha.njar ko dekh lo, dekh lo m : ajii yuu.N kaho ki aa.Nkh ke nashtar ko dekh lo dekhaa tujhe to husn pe mar jaanaa aa gayaa, o mar jaana aa gayaa jab shammaa ne pukaaraa to paravaanaa aa gayaa, o paravaanaa aa gayaa f : diivaane, diivane apanii maut kaa bhii Dar nahii.n tujhe m : diivaane aise hote hai.n khabar nahii.n tujhe ai husn hoshiyaar ki diivaanaa aa gayaa, ki diivaana aa gayaa jab shammaa ne pukaaraa to paravaanaa aa gayaa, o paravaanaa aa gayaa % #endindian \endsong %