% \startsong \stitle{chaa.Nd aayaa hai zamii.n pe aaj garabe kii raat me.n}% \film{Dil Hi Dil Mein}% \year{1999}% \starring{Sonali Bendre, Kunal}% \singer{Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy}% \music{A R Rahman}% \lyrics{Mehboob}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12343 [V S Rawat], 01/02/2004 % Dubbed From Tamil: Kaadhalar Dhinam % \printtitle #indian % chaa.Nd aayaa hai zamii.n pe aaj garabe kii raat me.n %(the moon has descended on the earth, today, in the night of dance) chhupaa hai vo yahii.n\-kahii.n pe aaj garabe kii raat me.n %(he is hiding somewhere here, today, in the night of dance) are Dhuu.NDho\-Dhuu.NDho re sharamaa rahaa hai vo %(hey! search for him, he is feeling shy) kuchh to baat hai jo aayaa vo %(there ought to be a reason, that he has come) are Dhuu.NDho\-Dhuu.NDho re sharmaa rahaa hai vo kuchh to baat hai jo aayaa vo mauqaa hai ye kahane\-sunane kaa %(this is the occassion of talking and listening) mauqaa nikalane naa do %(don't let the occassion lapse unutilised) mauqaa hai ye kahane sunane kaa mauqaa nikalane naa do chaa.Nd aayaa hai zamii.n pe aaj garabe kii raat me.n chhupaa hai vo yahii.n\-kahii.n pe aaj garabe kii raat me.n chup tumhaare un labo.n pe bhii hai %(there is silence on your lips also) chup hamaare in labo.n pe bhii hai %(there is silence on my lips also) bolatii hai.n ye nigaahe.n mere yaar mere yaar %(the eyes are speaking, o my lover, my lover) chup tumhaare un labo.n pe bhii hai chup hamaare in labo.n pe bhii hai bolatii hai.n ye nigaahe.n mere yaar mere yaar ho hasii.n ho sanam tum chaa.Nd se bhii jyaadaa %(my love, you are even more beautiful than the moon) ho hasii.n ho sanam tum chaa.Nd se bhii jyaadaa gaharii hai.n zulfe.n jaise raat ko_ii %(your hairlocks are dark as if some night) ) ho taariife.n karo naa itanii bhii jyaadaa %(don't give compliments on me so excessively) ruke.n naa sharam se ye saa.Nse.n merii %(that my these breaths get halted in shyness) jo dil me.n hai boluu.N mai.n %(whatever is in my heart, i am expressing) bas tum ko hii dekhuu.N mai.n %(i keep on looking only at you) jiivan yuu.N hii bitaa duu.N oh ho mere yaar mere yaar %(i %(rather) spend my life like this only, my friend) mere yaar mere yaar chaa.Nd aayaa hai zamii.n pe aaj garabe kii raat me.n chhupaa hai vo yahii.n kahii.n pe aaj garabe kii raat me.n are Dhuu.NDho\-Dhuu.NDho re sharamaa rahaa hai vo kuchh to baat hai jo aayaa vo are Dhuu.NDho\-Dhuu.NDho re sharamaa rahaa hai vo ( mauqa hai ye kahane sunane kaa mauqaa nikalane naa do ) \-2 pyaar saa nahii.n jahaa.N me.n ko_ii %(there is nothing else in this world like love) yaar saa nahii.n jahaa.N me.n ko_ii %(there is nobody else in this world like friend) dono.n ke binaa yahaa.N pe jiinaa kyaa mere yaar %(what is the point in spending life here without both of them, my friend) ho pyaar saa nahii.n jahaa.N me.n ko_ii yaar saa nahii.n jahaa.N me.n ko_ii dono.n ke binaa yahaa.N pe jiinaa kyaa mere yaar ho pahalii nazar me.n luuTaa thaa dil ko %(you had robbed me of my heart in your first glance) jaaduugar salaam mera tumako %(oh sorcerer, my salute to you) huu.N itanii mohabbat doge jo hamako %(if you will give so much love to me) kam hii pa.Degii zi.ndagii hamako %(my life will apeear short for me %(to enjoy this)) janamo.n kaa naataa hai ye %(this is the relationship that continues for several lives) pyaar\-vafaa kaa rishtaa hai ye %(this is the relation established by love and faith) TuuTe naa ye ba.ndhan dekho ho mere yaar mere yaar %(take care that this bond does not get broken, my friend) mere yaar mere yaar kyaa\-kyaa iraade hone lage hai.n is garabe kii raat me.n %(what all intentions are getting established in this night of dance) is garabe kii raat me.n qasame\-vaade hone lage hai.n is garabe kii raat me.n %(the swearings and promises are being done in this night of dance) is garabe kii raat me.n vaah re vaah kyaa aa_ii hai ye raat re %(great, just great, what a night has arrived) chhi.Dii hai milan kii ko_ii baat re %(some talk of getting united has begun) ham bhii to hai.n tum dilavaalo.n ke hii saath re %(we also are supporting you courageous fellows) ham bhii to hai.n tum dilavaalo.n ke hii saath re ho ham bhii to hai.n tum dilavaalo.n ke hii saath re \-4 % #endindian \endsong %