% \startsong \stitle{piyaa laagii lagan bas tere naam kii ... tujhape balihaarii jaa_uu.n}% \film{Daag - The Fire}% \year{1999}% \starring{Sanjay Dutt, Chandrachur Singh, Mahima Chaudhary}% \singer{Anuradha Paudwal, Jaspindar Narula, Chorus}% \music{Rajesh Roshan}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % aa ishq na karanaa ishq na karanaa ishq na karanaa kisii ne sach hii kahaa hai buraa ho in bairan a.Nkhiyan kaa ho jo kar baiThii.n naadaanii ho pahale aag lagaa_ii dil me.n ho aur phir barasaa_e.n paanii ishq na karanaa ishq na karanaa o piyaa laagii lagan piyaa piyaa piyaa laagii lagan bas tere naam kii tujhape balihaarii jaa_uu.n kasam raam kii tujhape balihaarii \threedots meraa si.nduur hai meraa shrR^i.ngaar hai tuu merii dha.Dakane.n tuu meraa pyaar hai rab se bas ek saugaat maa.nguu.n piyaa har janam me.n teraa saath maa.nguu.n piyaa maine har saa.Ns pe saa.Ns pe saa.Ns pe maine har saa.Ns pe naam teraa likhaa tujhape balihaarii \threedots laagii re laagii laagii laagii laagii laagii laagii laagii laagii sab kahe.n ye laagii burii balaa dil ke dushman is laagii par kisakaa jor chalaa mujhape chhaa_ii hai kaisii ye diivaanagii maine maanaa tujhe apanaa bhagavaan jii raam jii raam jii raam jii raam mujhako sauga.ndh saajan mere raam kii raam jii raam jii raam jii raam bin tere mai.n nahii.n ab kisii kaam kii terii dahaliiz pe o terii dahaliiz pe dam ye nikale meraa tujhape balihaarii \threedots % #endindian \endsong