% \startsong \stitle{nazar kii baat hai kisii ko kyaa pataa}% \film{Dil Kitnaa Naadaan Hai}% \year{1996}% \starring{Raja, Rageshwari, Kiran Kumar, Aloknath, Rima, Munika, Deven Bhojani}% \singer{}% \music{Annu Malik}% \lyrics{Rahat Indori}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % nazar kii baat hai kisii ko kyaa pataa nazar ne jo kahaa vo dil ne sun liyaa o ham jubaa.n se kyuu.n kahe.n dil kii baat honaa thaa hu_aa hai pyaar nazar kii baat hai \threedots tuufaa.n uThaa_e terii suurat mere dil me.n rahatii hai terii pyaarii muurat mere dil me.n khushbuu terii ab tak merii saa.Nso.n me.n rachii hai machale hu_e aramaano.n me.n halachal sii machii hai jis vaqt hu_ii pahalii mulaakaat hamaarii us vaqt se dil hai terii chaahat kaa pujaarii tuufaa.n uThaa_e terii \threedots rahatii hai hameshaa terii hasarat mere dil me.n har shay se hai ba.Dhakar terii kiimat mere dil me.n phuulo.n kii tarah tuu mere pahaluu me.n mahakanaa bin tere naa ruk jaa_e kahii.n dil kaa dha.Dakanaa jis din se bichhaayaa hai tere dar pe bichhaunaa miTTii terii galiyo.n kii nazar aatii hai sonaa bin tere naa ruk jaa_e \threedots % #endindian \endsong