% \startsong \stitle{muhabbat kaa mazaa paayaa ... kabhii maine kabhii tuune}% \film{Dil Kitnaa Naadaan Hai}% \year{1996}% \starring{Raja, Rageshwari, Kiran Kumar, Aloknath, Rima, Munika, Deven Bhojani}% \singer{}% \music{Annu Malik}% \lyrics{Rahat Indori}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % muhabbat kaa mazaa paayaa mazaa paayaa mazaa paayaa kabhii maine kabhii tuune kabhii maine kabhii tuune zamaane bhar ko tarasaayaa tarasaayaa haa.N tarasaayaa kabhii maine kabhii tuune \threedots mere dil ke varak par tuune jo paigaam likhaa hai bahut hii khuubasuurat isame.n teraa naam likhaa hai na thii aisii merii takadiir is paigaam se pahale meraa bhii naam ab aa_egaa tere naam se pahale ki sholaa dil kaa bha.Dakaayaa bha.Dakaayaa haa.N bha.Dakaayaa kabhii maine kabhii tuune \threedots hamaare vaaste baakii nahii.n majabuuriyaa.n dil kii zaraa sii der me.n sab miT ga_ii hai.n duuriyaa.n dil kii nayaa ik mo.D hai ye apanii chaahat kii kahaanii kaa dilo.n ke saaj ne chhe.Daa hai ik naGamaa javaanii kaa ye naGamaa jhuumakar gaayaa ajii gaayaa haa.N gaayaa kabhii maine kabhii tuune \threedots % #endindian \endsong