% \startsong \stitle{teraa chaa.Nd cheharaa banaane kii khaatir}% \film{Daraar}% \year{1996}% \starring{Rishi, Juhi, Arbaaz, Johny Lever, Sushma Seth, Sulbha Arya}% \singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik}% \music{Annu Malik}% \lyrics{Shahin Iqbal}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % teraa chaa.Nd cheharaa banaane kii khaatir hazaaro.n sitaaro.n ko to.Daa gayaa hai tere is badan ko sajaane kii khaatir to laakho.n gulaabo.n ko jo.Daa gayaa hai o tujhe dil ke nazadiik laane kii khaatir tere naam se naam jo.Daa gayaa hai tere baaju_o.n me.n samaane kii khaatir zamaane kii rasmo.n ko to.Daa gayaa hai teraa chaa.Nd cheharaa \threedots churaa to liyaa hai mere dil ko lekin ye Dar hai kahii.n tuu nazar na churaa le agar tujhako shaq hai mere pyaar par to merii jaan lekar abhii aazamaa le tere lab pe surkhii jagaane kii khaatir ka.nval kii rago.n ko nicho.Daa gayaa hai tujhe dil ke nazadiik \threedots tere haath me.n vo lakiire.n to ho.ngii jinhe.n mere dil kaa pataa yaad hogaa vo dil jo tumhaarii vafaa kaa ho kaayal use aur duniyaa me.n kyaa yaad hogaa terii yaad me.n sab bhulaane kii khaatir ye cheharaa saarii duniyaa se mo.Daa gayaa hai teraa chaa.Nd cheharaa \threedots % #endindian \endsong