% \startsong \stitle{ye vaadaa kare.n jahaa.N bhii rahe.n}% \film{Dil Bhi Teraa Hum Bhi Tere}% \year{1960}% \starring{Balraj Sahni, Usha Kiran, Kumkum, Dharmendra}% \singer{Mukesh, Lata}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Kanhaiya Lal Pardesi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10882 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % mu \: ye vaadaa kare.n jahaa.N bhii rahe.n \-2 la \: tum hamaare raho ham tumhaare rahe.n ye vaadaa kare.n \threedots do \: ye vaadaa kare.n \threedots la \: kitanaa hasii.n hai sapanaa meraa mai.n bhii terii dil bhii hai teraa mu \: dil ko milaa hai dil kaa sahaaraa saath na TuuTe ab ye hamaaraa muskaraate qadam ham milaa ke chale.n ye vaadaa kare.n \threedots la \: tum hamaare raho \threedots do \: ye vaadaa kare.n \threedots mu \: gul hai.n hazaaro.n is gulistaa.N me.n tujhasaa na ko_ii saare jahaa.N me.n la \: tujhase mohabbat merii hu_ii hai tum jo mile ho duniyaa milii hai har zamaane kii nazare.n bachaa ke chale.n ye vaadaa kare.n \threedots mu \: tum hamaare raho \threedots do \: ye vaadaa kare.n \threedots % #endindian \endsong