% \startsong \stitle{yuu.N chaal chalo na matavaalii is dil pe qayaamat}% \film{Dil Ne Phir Yaad Kiya}% \year{1966}% \starring{Dharmendra, Nutan, Rehman, Jeevan}% \singer{Rafi, girl?}% \music{Sonik Omi}% \lyrics{G S Rawal}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10380 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: First film of Sonik Omi % \printtitle #indian % ra \: yuu.N chaal chalo na matavaalii is dil pe qayaamat aatii hai naagin ko bhii dhokhaa hotaa hai jab zulf terii laharaatii hai yuu.N chaal chalo na \threedots shaano.n pe giraa do zulfo.n ko dopahar kii garmii kyaa shay hai \-2 suuraj pe siyaahii chhaa jaa_e jab zulf terii taubaa\-taubaa jab zulf terii laharaatii hai yuu.N chaal chalo na \threedots la.Dakii :\ sab jhuuTh hai ra \: yuu.N ham pe ha.Nsanaa Thiik nahii.n duniyaa kii nazar lag jaa_egii \-2 ko_ii phuul samajh kar chuum na le terii ha.Nsii vaah\-vaah jab terii ha.Nsii khil jaatii hai yuu.N chaal chalo na \threedots la.Dakii :\ lo nahii.n ha.Nsate ra \: qurabaan nahii.n ke kahane par aise hii zubaa.N se haa.N kah do \-2 chhoTaa saa ye lafz\-e\-mohabbat hai tasqiin ba.Dii allaah tasqiin ba.Dii mil jaatii hai yuu.N chaal chalo na \threedots % #endindian \endsong