% \startsong \stitle{mai.n suuraj huu.N tuu merii kiraN sa.ng teraa rahe}% \film{Dil Ne Phir Yaad Kiya}% \year{1966}% \starring{Dharmendra, Nutan, Rehman, Jeevan}% \singer{Rafi, Asha}% \music{Sonik Omi}% \lyrics{G S Rawal}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10382 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: First film of Sonik Omi % \printtitle #indian % ra \: o mai.n suuraj huu.N tuu merii kiraN sa.ng teraa rahe aa \: ho mai.n aag me.n terii jal jaa_uu.N dil meraa kahe ra \: o mai.n suuraj huu.N \threedots aa \: ho o mai.n aag me.n terii \threedots ra \: chaa.Nd kaa Tuka.Daa meraa hamasafar tuu chale to gire.n taare bhii raah par aa \: aa haa haa mujhape hu_ii jab terii ye nazar mai.n kahaa.N huu.N nahii.n apanii bhii Kabar do \: ab yaad jahaa.N kii bhulaane dekho jii dekho ham chale ra \: o mai.n suuraj huu.N \threedots aa \: ho mai.n aag me.n terii \threedots aa \: duulhaa hai tuu meraa aur mai.n dulhan terii ra \: tuu milii to mujhe mil ga_ii har Kushii ek nashaa hai teraa pyaar bhii tuu nahii.n to kaise kaTe zindagii do \: ab saath sadaa kaa nibhaane dekho jii dekho ham chale ra \: o mai.n suuraj huu.N \threedots aa \: ho mai.n aag me.n terii \threedots ra \: rut hai javaa.N aur tum bhii ho hasii.n aa \: o le chalo ki mujhe tum par hai yaqii.n ra \: aa haa haa pahaluu me.n tum ho to jannat hai yahii.n aa \: ho ye samaa.N to jannat me.n bhii nahii.n do \: ab pyaar kii duniyaa basaane dekho jii dekho ham chale ra \: o mai.n suuraj huu.N \threedots aa \: ho mai.n aag me.n terii \threedots % #endindian \endsong