% \startsong \stitle{ham jii le.nge bin tumhaare ... kyuu.Nki tum merii zindagii ho}% \film{Dillagi}% \year{1966}% \starring{Mala Sinha, Sanjay, Nazima, Vijay Kumar, Johny Walker}% \singer{Mukesh, Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11002 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % mu \: ham jii le.nge bin tumhaare tum phir ye kabhii na kahanaa merii jaa.N kyuu.Nki tum merii zindagii ho tum merii merii zindagii ho la \: tum jaa_o kahii.n bhii pyaare mere dil ke qariib rahanaa sajanaa kyuu.Nki tum merii zindagii ho tum merii merii zindagii ho mu \: aatii bahaare.n na gul kabhii khilate tum zindagii me.n jo hamase na milate la \: yuu.N mere dil me.n tum aa_e ho machal ke ulajhaa de aa.Nchal havaa jaise chal ke mu \: laTe.n hil rahii hai.n kuchh aise tumhaarii abhii hai tasallii abhii beqaraarii la \: mere paas aa_o ye naazuk gha.Dii hai ko_ii shai mere dil ke piichhe pa.Dii hai mere aramaa.N mere sahaare mere dil ke qariib rahanaa sajanaa kyuu.Nki tum merii \threedots mu \: tum merii merii zindagii ho la \: duniyaa hai qaatil paka.D lo ye baa.Nhe.n roke kha.Dii hai.n muhabbat kii raahe.n mu \: jo terii dhun me.n nikal pa.De ghar se vo kyaa ruke.nge zamaane ke Dar se la \: yahaa.N ishq ko qatl hote hii dekhaa sadaa husn ko chhupakar rote hii dekhaa mu \: hame.n tumane chaahaa to kaise miTe.nge nazar Daal dogii to ham jii uThe.nge mar jaa_e.nge Gam ke maare tum phir ye kabhii na kahanaa merii jaa.N kyuu.Nki tum merii zindagii ho \threedots la \: tum merii merii zindagii ho do \: tum merii merii zindagii ho \-2 % #endindian \endsong