% \startsong \stitle{merii jaa.N merii jaa.N kahanaa maano}% \film{Do Chor}% \year{1972}% \starring{Dharmendra, Tanuja, Shobhana Samarth, K N Singh, Asit Sen}% \singer{Kishor}% \music{R D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10769 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % merii jaa.N merii jaa.N kahanaa maano \-2 ho dushman hai jahaa.N rut pahachaano kaTegii na ye Dagar binaa ek hamasafar phir kyo.n ba.nde ko apanaa hii jaano merii jaa.N \threedots ko_ii bhii gaa.Dii duniyaa me.n ek pahiye se nahii.n chalatii chale nahii.n zindagii bin saathii ke dekho tumhaarii paayal bhii ek ghu.Ngharuu se nahii.n bajatii bajatii hai.n taaliyaa.N do haatho.n se mere sa.ng aa jaa_o buraa mat maano ho merii jaa.N \threedots mai.n bhii nahii.n kuchh tumase kam tum jo nahii.n rukane vaale Dha.ng mere haath me.n hai.n aur bhii tumako ha.Nsaa ke chho.Duu.Ngaa to.D ke ho.nTho.n ke taale samajh lo mai.n huu.N sanam dil kaa chor bhii apane jaisaa mujhe bhii jaano ho merii jaa.N \threedots % #endindian \endsong