% \startsong \stitle{meraa tumhaaraa saath to sadiyo.n kaa saath hai}% \film{Ek Paheli}% \year{1971}% \starring{Firoz Khan, Tanuja, Rajendranath, Madan Puri, Aruna Irani, Bipin Gupta}% \singer{Rafi, Suman}% \music{Usha Khanna}% \lyrics{Asad Bhopali}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10460 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % su \: meraa tumhaaraa saath to sadiyo.n kaa saath hai ra \: ab tak gale na mil sake su \: ye aur baat hai do \: meraa tumhaaraa saath \threedots ra \: ma.nzil pe aayaa kaaravaa.N phir ho ga_e aramaa.N javaa.N mahasuus hone lagaa qadamo.n me.n hai.n dono.n jahaa.N jisakii talaash thii vo mere saath hai su \: ab tak gale na mil sake ra \: ye aur baat hai do \: meraa tumhaaraa saath \threedots su \: tuufaa.n se nikale hai.n ham aayaa nahii.n saahil abhii \-2 ra \: mere tumhaare pyaar kii ik aur bhii ma.nzil abhii do \: shaayad hamaarii maut hii hamaarii hayaat hai su \: ab tak gale na mil sake ra \: ye aur baat hai do \: meraa tumhaaraa saath \threedots % #endindian \endsong