% \startsong \stitle{mastii me.n chhe.Dake taraanaa koii dil kaa}% \film{Haqeeqat}% \year{1964}% \starring{Dharmendra, Priya Rajvansh}% \singer{Rafi}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Kaifi Azmi}% % % Contributor: Preetham Gopalaswamy (preetham@eng.umd.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % mastii me.n chhe.Dake taraanaa koI dil kA aaj luTaayegaa khazaanaa koI dil kA mastii me.n chhe.Dake \threedots pyaar bahalataa nahii.n bahalaane se lo mai.n chaman ko chalA vIraane se shamaa hai kab se judaa paravaane se ashq thame.nge nazar mil jaane se dil se milegaa dIvaanaa koI dil kA aaj luTaayegaa khazaanaa koI dil kA mastii me.n chhe.Dake \threedots milake vo pahale bahut sharamaaegii aage ba.Dhegii magar ruk jaaegii hoke kariib kabhI ghabaraaegii aur kariib kabhI khi.nch aaegii khel nahii.n hai manaanA koI dil kA aaj luTaayegaa khazaanaa koI dil kA mastii me.n chhe.Dake \threedots mukha.De se zulf zaraa sarakaa_uu.ngaa sulajhegaa pyaar ulajh mai.n jaauu.ngaa paake bhI haay bahut pachhataa_uu.ngaa aisA suquun kahaa.N phir pAU.ngaa aur nahii.n hai Thikaanaa koI dil kA aaj luTaayegaa khazaanaa koI dil kA mastii me.n chhe.Dake \threedots % #endindian \endsong %