% \startsong \stitle{ik la.Dakii hai haay ik la.Dakaa hai haay}% \film{Haqeeqat}% \year{1995}% \starring{Ajay Devgan, Tabbu, Aruna Irani, Mohan Joshi, Ishrat Ali}% \singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}% \music{Dilip Sen Sameer Sen}% \lyrics{Faiz Anwar}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ik la.Dakii hai haay ik la.Dakaa hai haay chhup chhup ke milate hai.n kyaa baate.n karate hai.n saaraa shahar ye jaane ham prem diivaane hame.n Dar nahii.n duniyaa kaa ham pyaar ke diivaane bas dil kii baat maane.n ik la.Dakii hai haay \threedots ye din hai.n apane diivaanepan ke baaho.n me.n aajaa aajaa zaraa ho milate milate sadiyaa.n biitii.n dil ab tak nahii.n bharaa dil Dole hai kyaa bole hai dono.n me.n chakkar hai charchaa ye ghar ghar hai kaise ham ye bataa_e.n hame.n Dar hai ki haay badanaam na ho.n dono.n ham pyaar ke diivaane \threedots merii javaanii terii diivaanii tere li_e hai sab kuchh meraa o merii jaanam ho phir se kah do meraa sab kuchh hai ab teraa ta.Dapaa_e dil ghabaraa_e dil ab kaisaa ghabaraanaa mai.n teraa diivaanaa maine pyaar kiyaa tujhe dil ye diyaa ikaraar kiyaa khulake ham pyaar ke diivaane \threedots % #endindian \endsong