% \startsong \stitle{jis ghar ke logo.n ko ... are ham pa.nchhii ek Daal ke}% \film{Hum Panchhi Ek Daal Ke}% \year{1957}% \starring{Romi, Satish Vyas, Roop Kumar, Jagdip, Mohan Choti, David, Murad}% \singer{Rafi/ Rafi, Asha}% \music{N Dutta}% \lyrics{P L Santoshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10291 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % jis ghar ke logo.n ko subah jhaga.Date dekhaa hai shaam hu_ii ki ghar vahii uja.Date dekhaa hai are banatii nahii.n hai baat jhaga.De se kabhii yaaro.n are banatii baat ko biga.Date dekhaa hai are ham pa.nchhii ( ek Daal ke ) \-2 sa.ng\-sa.ng Dole.n jii sa.ng\-sa.ng Dole.n bolii apanii\-apanii bole.n jii bole.n jii bole.n jii bole.n ko \: sa.ng\-sa.ng Dole.n \threedots din ke jhaga.De din ko bhuule.n raat ko sapano.n me.n ham jhuule.n dharatii bichhaunaa niilii chadariyaa miiThii nii.nde.n so le.n jii so le.n jii so le.n ko \: sa.ng\-sa.ng Dole.n \threedots % #endindian \endsong