% \startsong \stitle{chalii jaa chalii jaa chalii jaa chho.D ke duniyaa Gamo.n kii duniyaa}% \film{Hum Log}% \year{1951}% \starring{Nutan, Shyama, Balraj Sahni}% \singer{Lata}% \music{Roshan}% \lyrics{Udhav Kumar}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11902 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % ( chalii jaa chalii jaa chalii jaa chho.D ke duniyaa Gamo.n kii duniyaa aaho.n kii duniyaa ) \-2 chalii jaa chalii jaa chalii jaa ( yahaa.N ko_ii nahii.n apanaa na ghar apanaa na dar apanaa ) \-2 dilaasaa bhii bahaanaa hai sataane kaa rulaane kaa chalii jaa chalii jaa chalii jaa chho.D ke duniyaa Gamo.n kii duniyaa aaho.n kii duniyaa chalii jaa chalii jaa chalii jaa ( sitam jhele uThaaye Gam rahe.n aa.Nkhe.n sadaa puranam ) \-2 gilaa kisase kahe.n jaa kar muqaddar kaa zamaane kaa chalii jaa chalii jaa chalii jaa chho.D ke duniyaa Gamo.n kii duniyaa aaho.n kii duniyaa chalii jaa chalii jaa chalii jaa ( jiye.n to ghuT ke mar jaaye.n mare.n to ham kidhar jaaye.n ) \-2 milaa achchhaa silaa hamako terii duniyaa me.n aane kaa chalii jaa chalii jaa chalii jaa chho.D ke duniyaa Gamo.n kii duniyaa aaho.n kii duniyaa chalii jaa chalii jaa chalii jaa % #endindian \endsong