% \startsong \stitle{jaise ik chaa.Nd ka Tuka.Daa ... bha_ii kisakaa hai ... haa.N haa.N isakaa hai}% \film{Inteqaam}% \year{1988}% \starring{Sunny Deol, Anil Kapoor, Meenakshi, Kimi, Kader Khan, Shakti Kapoor}% \singer{Kavita Subramaniam, Mohammed Aziz, Nitin Mukesh}% \music{Laxmikant Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % jaise ik chaa.Nd kaa Tuka.Daa is galii me.n aisaa mukha.Daa bha_ii kisakaa hai isakaa hai haa.N haa.N isakaa hai aa.Nkho.n kaa ra.ng gulaabii is galii me.n chaal sharaabii bha_ii kisakii hai isakii hai haa.N haa.N isakii hai din chhoTe lambii raate.n ab galii galii me.n baate.n bha_ii kinakii hai.n inakii hai.n haa.N haa.N inakii hai.n ho chain churaa le chaahe nii.nd u.Daa le chaahe sach kahate hai.n log ye dil kaa rog lagaa detaa hai aisaa ye pyaar nigo.Daa ab haal ye tho.Daa tho.Daa bha_ii kinakaa hai.n inakaa hai.n haa.N haa.N inakaa hai.n dil fidaa karate hai.n jo fidaa karate hai.n tho.De se hai.n yaar jo karake pyaar vafaa karate hai.n jhuuThii hai ye duniyaa saarii duniyaa me.n sachchii yaarii bha_ii kinakii hai.n inakii hai.n haa.N haa.N inakii hai.n logo.n kaa hai relaa bastii me.n hai melaa is mele me.n ek mere bin ho ko_ii nahii.n akelaa dekho ye akal kahaa.n kii haazir ham saare saathii bha_ii kisake hai.n isake hai.n haa.N haa.N isake hai.n % #endindian \endsong