% \startsong \stitle{o priyaa jab jab tuu mere saamane ... tujhe chhuune ko dil kare}% \film{Jaan (Non-Film)}% \year{2000}% \starring{}% \singer{Sonu Nigam}% \music{Nikhil Vinay}% \lyrics{Faiz Anwar}% % % Contributor: V S Rawat, 25/12/2002 % \printtitle #indian % o priyaa jab jab tuu mere saamane aatii hai mere dil me.n ik ajiib sii halachal hone lagatii hai tuu meraa pyaar merii puujaa merii zi.ndagii hai aa dekh dekh tuu meraa paagalapan ki mai.n har chehare me.n teraa cheharaa talaash karataa huu.N ye mujhe kyaa ho gayaa hai kyaa kahuu.n bas tujhe chhuune ko dil kare tujhe paane ko dil kare bas tujhe chhuune ko dil kare tujhe paane ko dil kare bas jo baat mere dil me.n chhupii vo bataane ko dil kare o priyaa o priyaa priyaa priyaa tujhe chhuune ko \threedots ye ruup mahakaa ye zulf bikharii ye dil lubhaanaa teraa madahosh mujhako karane lagaa hai yuu.n muskuraanaa teraa terii dha.Dakan me.n aaj to bas jaane ko dil kare tujhe chhuune ko \threedots jazbaat dil ke phir aaj badale mausam hai ra.ngo.n bharaa phuulo.n ke jaise khilate badan ko aa chuum luu.n mai.n zaraa tujhe chhuune ko \threedots % #endindian \endsong