% \startsong \stitle{mai.n tujhe dekhataa rahaa ... naa maine kuchh kiyaa ishaaraa ... pyaar ho gayaa}% \film{Jawaani Zindaabaad}% \year{1990}% \starring{Aamir, Farha, Javed Jafri, Rohini, Utpal Dutt, Sushma Seth, Asrani}% \singer{Sadhana Sargam, Udit Narayan}% \music{Anand Milind}% \lyrics{Verma Malik}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % mai.n tujhe dekhataa rahaa mai.n tujhe dekhatii rahii naa maine kuchh kiyaa ishaaraa naa maine kuchh kiyaa ishaaraa pyaar ho gayaa jab se maine tujhe dekhaa hai terii tasviir hai aa.Nkho.n me.n bhiigii bhiigii yaado.n kii khushbuu bas ga_ii hai merii aa.Nkho.n me.n kho_ii rahatii huu.N khyaalo.n me.n tere aataa hai tuu mere khyaalo.n me.n naa maine kuchh kiyaa ishaaraa \threedots jab do javaa.n dil milate hai.n madabharii chaa.Ndanii raato.n me.n aisii javaa.n mulaaqaato.n me.n hu_aa mai.n diivaanaa bataa_uu.n kyaa tujhe jaaduu hai terii baato.n me.n naa maine kuchh kiyaa ishaaraa \threedots hogii na jism se jaan judaa terii kasam meraa vaadaa hai pyaar ye ba.Dhataa jaa_egaa mere sanam meraa vaadaa hai aadhaa aadhaa dono.n baaTe.nge ha.Ns ke khushii ho yaa Gam meraa vaadaa hai naa maine kuchh kiyaa ishaaraa \threedots % #endindian \endsong