% \startsong \stitle{aa_egaa aa_egaa bichha.Daa yaar hamaaraa}% \film{Jaagriti}% \year{1992}% \starring{Salman Khan, Karisma Kapoor}% \singer{Kavita Subramaniam, Abhijit, Suresh Wadekar}% \music{Anand Milind}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % a, su \: aa_egaa aa_egaa bichha.Daa yaar hamaaraa \-2 khii.nch ke usako laa_egaa ik din pyaar hamaaraa aa_egaa aa_egaa \threedots haare.nge ham naa ummiide.n apanii kaise rahegaa harapal a.Ndheraa bikharegaa ik din har\-suu ujaalaa rainaa Dhalegii hogaa saveraa is dil kaa vo aramaan hai ham jism hai.n vo jaan hai bichha.De.nge phir naa kabhii ham dobaaraa aa_egaa aa_egaa \threedots ka \: usakii mohabbat dil me.n basii hai usake li_e hai ye zi.ndagaanii usakaa lahuu hai merii rago.n me.n hai paas mere usakii nishaanii mar\-mar ke bhii jiitii rahii ashqo.n ko mai.n piitii rahii u.Ngalii pe gin\-gin ke din hai guzaaraa a, su \: aa_egaa aa_egaa \threedots % % Part 2: % a, su \: aa gayaa aa gayaa bichha.Daa yaar hamaaraa \-2 khii.nch ke usako laayaa hai din pyaar hamaaraa aa gayaa aa gayaa \threedots % #endindian \endsong