% \startsong \stitle{shamaa se ko_ii kah de ki tere rahate a.Ndheraa ho rahaa}% \film{Jai Bhawani}% \year{1961}% \starring{Jaishri Gadkar, Manhar Desai, Lata Sinha, Sapru, Veena, Ram Mohan}% \singer{Mukesh, Suman}% \music{S Mohindar}% \lyrics{Gopal Singh Nepali}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10318 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % mu \: shamaa se ko_ii kah de ki tere rahate a.Ndheraa ho rahaa ki tum ho vahaa.N to milan ko yahaa.N pata.ngaa ro rahaa su \: unase kahanaa nazaro.n unase kahanaa sazaa ye ho rahii ki tum ho vahaa.N \threedots mu \: ta.Dapataa pyaar ki ho diidaar magar diivaar hame.n roke su \: shamaa aise jale jaise pata.nge se ( judaa ho ke ) \-2 mu \: duhaa_ii dete\-dete judaa_ii sahate\-sahate andheraa ho rahaa ki tum ho vahaa.N \threedots ba.Ndhii za.njiir magar bepiir terii tasviir nahii.n jaatii su \: sitam kii baat sahe.n ham ghaat milan kii raat ( nahii.n aatii ) \-2 mu \: ki aahe.n bharate\-bharate ta.Dap ke marate\-marate a.Ndheraa ho rahaa ki tum ho vahaa.N \threedots % #endindian \endsong