% \startsong \stitle{nayano.n me.n nayanaa mat Daalo}% \film{Jeewan/ Bahaar}% \year{1944}% \starring{Mehtab, Vasti, Badri Prasad, Nirmala, Anwar}% \singer{Zohra Bai}% \music{Naushad}% \lyrics{D N Madhok}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12005 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % ( nayano.n me.n nayanaa mat Daalo ho jii balam tumhe.n merii qasam ) \-2 ye dilawaalo.n kii tolii takatii hai merii cholii mai.n sabase aa.Nkh\-micholii kheluu.N kheluu.N haa.N kheluu.N haa.N nayano.n me.n nayanaa mat Daalo ho jii balam tumhe.n merii qasam bedard jawaanii aa_ii duniyaa ne Thokar khaa_ii mai.n ha.Ns ke ik a.nga.Daa_ii le luu.N le luu.N haa.N le luu.N haa.N nayano.n me.n nayanaa mat Daalo ho jii balam tumhe.n merii qasam nigaaho.n se musakaate bhare we ruup (?) dikhaate phuulo.n kaa ge.nd banaa ke kheluu.N kheluu.N haa.N kheluu.N haa.N nayano.n me.n nayanaa mat Daalo ho jii balam tumhe.n merii qasam % #endindian \endsong