% \startsong \stitle{merii muhabbat javaa.N rahegii}% \film{Jaanwar}% \year{1965}% \starring{Shammi Kapoor, Rajashri}% \singer{Rafi}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: Ashok Dhareshwar (ADhareshwar@worldbank.org) % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % merii muhabbat javaa.N rahegii sadaa rahii hai, sadaa rahegii ta.Dap ta.Dap kar yahii kahegii sadaa rahii hai, sadaa rahegii na tum saa ko_ii zamaane bhar me.n, o o tumhee.n ko chaahaa merii nazar ne tumhe.n chunaa hai, tumhe.n chunegii sadaa rahii hai, sadaa rahegii jo aag dil me.n lagii hu_ii hai, o o yahii to ma.nzil kii roshanii hai na yah bujhii hai, na yah bujhegii sadaa rahii hai, sadaa rahegii tumharii pahaloo me.n gar mare ham, o o to maut kitanii hasiin hogii chitaa me.n jal kar bhii naa miTegii sadaa rahii hai, sadaa rahegii % #endindian \endsong %