% \startsong \stitle{suuraj hu_aa maddham chaa.Nd jalane lagaa}% \film{Kabhi Khushi Kabhi Gham}% \year{2002}% \starring{Amitabh Bachchan, Jaya Bhaduri, Shahrukh Khan, Kajol, Hritik Roshan, Kareena Kapoor}% \singer{Sonu Nigam, Alka Yagnik}% \music{Sandesh Shandilya}% \lyrics{Anil Pandey}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % suuraj hu_aa maddham chaa.Nd jalane lagaa aasamaa.n ye haa_y kyuu.N pighalane lagaa mai.n Thaharaa rahaa zamii.n chalane lagii dha.Dakaa ye dil saa.Ns thamane lagii o kyaa ye meraa pahalaa pahalaa pyaar hai sajanaa kyaa ye meraa pahalaa pahalaa pyaar hai ho aa suuraj hu_aa maddham chaa.nd jalane lagaa aasamaa.n ye haa_y kyuu.N pighalane lagaa mai.n Thaharii rahii zamii.n chalane lagii dha.Dakaa ye dil saa.Ns thamane lagii haa.N kyaa ye meraa pahalaa pahalaa pyaar hai sajanaa kyaa ye meraa pahalaa pahalaa pyaar hai hai khuubasuurat ye pal sab kuchh rahaa hai badal sapane hakiikat me.n jo Dhal rahe hai.n kyaa sadiyo.n se puraanaa hai rishtaa ye hamaaraa ke jis tarah tum se ham mil rahe hai.n yuu.N hii rahe haradam pyaar kaa mausam yuu.N hii milo ham se tum janam janam huu.N huu.N mai.n Thaharaa rahaa zamii.n chalane lagii dha.Dakaa ye dil saa.Ns thamane lagii haa kyaa ye meraa pahalaa pahalaa pyaar hai sajanaa kyaa ye meraa pahalaa pahalaa pyaar hai tere hii ra.ng se yuu.N mai.n to ra.ngii huu.N sanam paa ke tujhe khud se hii kho rahii huu.N sanam o maahiyaa ve tere ishq me.n haa.N Duub ke paar mai.n ho rahii huu.N sanam saagar hu_aa pyaasaa raat jagane lagii sholo.n ke dil me.n bhii aag jalane lagii mai.n Thaharii rahii zamii.n chalane lagii dha.Dakaa ye dil saa.Ns thamane lagii haa.N kyaa ye meraa pahalaa pahalaa pyaar hai sajanaa kyaa ye meraa pahalaa pahalaa pyaar hai suuraj hu_aa maddham chaa.Nd jalane lagaa aasamaa.n ye haa_y kyuu.N pighalane lagaa sajanaa kyaa ye meraa pahalaa pahalaa pyaar hai % #endindian \endsong