% \startsong \stitle{diivaanaa hai dekho bekaraar vo}% \film{Kabhi Khushi Kabhi Gham}% \year{2002}% \starring{Amitabh Bachchan, Jaya Bhaduri, Shahrukh Khan, Kajol, Hritik Roshan, Kareena Kapoor}% \singer{Sonu Nigam, Alka Yagnik, Kareena Kapoor}% \music{Jatin Lalit}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % kaun hai ye jis ne dubaaraa mu.D kar mujhe nahii.n dekhaa ##who is he## ##oh my gosh## diivaanaa hai dekho bekaraar vo o sambhaalo sambhaalo naa pyaar ho o apanaa banaa ke dekho dil naa churaa le vo aisaa kyuu.N lage hai bolo naa jhuum chikii chikii jhuum tum bolo hai kaun vo kaun jo baar baar ye dil khotaa hai dekh ke us ko ##We cool like that. We hip like that## ##Who likes that, we will like that## ##hey we are like that## ##Whatever## pahalii baar dekhaa hai aisaa ajanabii naa ajanabii ke jaisaa duniyaa me.n dosto.n kii vaise kamii nahii.n yaar hotaa hai phir bhii naa jaane kyuu.N dil bekaraar haa_y re haa_y kyaa hu_aa na jaane kyuu.N jaane kyuu.N dha.Dake hai dil baar baar begaanaa hai dekho tho.Daa yaar vo vo haa.N sambhaalo sambhaalo \threedots ##Attitude## haa.N ##What does he think of himself## ##just go tell him who I am## huu.N aa.Nkho.n me.n Duub jaane ko ham bekaraar baiThe hai.n ik pal me.n sab luTaane ko us pe bhii yaar baiThe hai.n baraso.n se ek cheharaa dil me.n rahataa hai jo yaar shaayad kahii.n us ko hai hamaaraa intazaar haa_y re haa_y kyaa kahe.n jab dekhe vo bolo to bhar ke aa.Nkho.n me.n pyaar diivaanii hai dekho bekaraar vo vo sambhaalo sambhaalo naa pyaar ho o apanaa banaa ke bolo bolo bolo jhuum chikii chikii tum kyaa jaano.n mere haal ko baar baar ye dil khotaa hai dekh ke us ko ##Come on Come on Come on## ##Come tell us, tell us who you are who are you## ##Come tell us, tell us who you are who are you## % #endindian \endsong