% \startsong \stitle{kitanii bechain ho ke tumase milii}% \film{Kasoor}% \year{2000}% \starring{Aftaab Shivdasani, Lisa Ray, Apurva Agnihotri}% \singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}% \music{Nadeem Shravan}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % kitanii bechain ho ke tumase milii tumako kyaa thii khabar thii mai.n kitanii akelii haa.n haa.n haa.n haa.n haa.n haa.n haa.n haa.n haa.n kitanaa bechain ho ke tumase milaa tumako kyaa thii khabar thaa mai.n kitanaa akelaa haa.n haa.n haa.n haa.n haa.n haa.n haa.n haa.n haa.n ke kitanii mohabbat hai tumase zaraa paas aake to dekho kyaa aag hai dha.Dakano.n me.n gale se lagaa ke to dekho bataa_ii na jaa_e zubaa.n se ye haalat mere jism\-o\-jaa.n ko tumhaarii hai chaahat kitanaa bechain ho ke \threedots jo hai daramiyaa.n ek paradaa ise jaan\-e\-man ab haTaa de yahii faasale kah rahe hai.n chalo duuriyo.n ko miTaa de.n na ko_ii tamannaa hai naa ko_ii hasarat mujhe to sanam hai tumhaarii zaruurat kitanaa bechain ho ke \threedots % #endindian \endsong