% \startsong \stitle{mohe bhuul gae saa.Nvariyaa}% \film{Baiju Bawra}% \year{1952}% \starring{Bharat Bhushan, Meena Kumari}% \singer{Lata}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: ShashiKant Joshi (rava0002@gold.tc.umn.edu) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Sun Jul 9 1995 % Credits: Rajiv Shridhar ?!! % Editor: % Comments: Pankha Road se Pintu Diwana [23] % there is really no need to say for this gem except that % the last para has "jhooTee" and NOT "jhooThee". reason? % even though the correct word is "jhooThee", but Lata sings it % as "jhooTee". I lost a point in antakshari on another song % that ended in "jhooTaa", so I listened this song carefully. % Lata does say "jhooTee" :-( % The taan in the end of first line of each antara, is very good! % \printtitle #indian % jo mai.n aisaa jaanatii ke priit kiye dukh hoy o, nagar Dhi.nDhoraa piiTatii ke priit na kariyo koy mohe bhuul gae saa.Nvariyaa, bhuul gae saa.Nvariyaa \-2 aavan kah gaye, ajahu.n na aaye \-2 liinii na morii khabariyaa mohe bhuul gae\threedots (dil ko di_e kyo.n dukh birahaa ke to.D diyaa kyo.n mahal banaa ke) \-2 aas dilaa ke o bedardii \-2 pher lii kaahe najariyaa mohe bhuul gae\threedots (nain kahe ro\-ro ke sajanaa dekh chuke ham pyaar kaa sapanaa) \-2 priit hai jhuuTii, priitam jhuuTaa \-2 jhuuTii hai saarii nagariyaa mohe bhuul gae\threedots % % -- ShashiKant Joshi urf Pintu Diwana % #endindian \endsong %