% \startsong \stitle{kahaa.N hai kahaa.N hai kanhaiyaa}% \film{Kanhaiyaa}% \year{1959}% \starring{Raj Kapoor, Nutan, Om Prakash}% \singer{Lata}% \music{Shankar Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10865 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: Ashok Dhareshwar % \printtitle #indian % kahaa.N hai kahaa.N hai kanhaiyaa \-2 samajhe na pyaar meraa \-2 miiThii\-miiThii baa.Nsurii se chhiin le qaraar meraa \-2 kahaa.N hai kahaa.N \threedots o mohe ratiyaa.N jagaa_e vo merii ni.ndiyaa churaa_e Dhuu.NDhuu.N mai.n shaam\-savere vo mohe milane na paa_e kahaa.N hai kahaa.N \threedots mai.n unakii bholii pujaaran huu.N paagal unake kaaran do nainaa laage pi_uu se banii mai.n pyaar kii jogan \-2 kahaa.N hai kahaa.N \threedots mai.n jiivan aise guzaaruu.N ki baiThii pa.nth nihaaruu.N mai.n unake saa.Ns kii saragam teraa hii naam pukaaruu.N kahaa.N hai kahaa.N \threedots % #endindian \endsong