% \startsong \stitle{he chaar paise kyaa mile ... kaahe paise pe itanaa Guruur}% \film{Laawaris}% \year{1981}% \starring{Amitabh, Zeenat Aman, Rakhee, Amjad Khan}% \singer{Kishor}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11307 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % he he chaar paise kyaa mile kyaa mile bha_ii kyaa mile vo Kud ko samajh baiThe Kudaa vo Kudaa hii jaane ab hogaa teraa a.njaam kyaa ( kaahe paise pe ) \-2 itanaa ( Guruur kare hai ) \-2 ( yahii paisaa to ) \-2 apano.n se ( duur kare hai ) \-2 kaahe paise pe \threedots sone\-chaa.Ndii ke uu.Nche mahalo.n me.n dard zyaadaa hai chain tho.Daa hai \-2 is zamaane me.n paise vaalo.n ne pyaar chhiinaa hai dil ko to.Daa hai \-2 paise kii ahamiyat se to inkaar nahii.n hai paisaa hii magar sab kuchh sarakaar nahii.n hai insaa.N\-insaa.N hai paisaa\-paisaa hai dil hamaaraa bhii tere jaisaa hai hai bhalaa paisaa to buraa bhii hai ye zahar bhii hai ye nashaa bhii hai \-2 ( ye nashaa ko_ii ) \-2 dhokhaa zaruur kare hai yahii paisaa to \threedots are chale kahaa.N ai paise se kyaa\-kyaa tum yahaa.N Kariidoge he dil Kariidoge yaa ke jaa.N Kariidoge baazaaro.n me.n pyaar kahaa.N bikataa hai dukaano.n pe yaar kahaa.N bikataa hai phuul bik jaate hai.n Kushbuu bikatii nahii.n jism bik jaate hai.n ruuh bikatii nahii.n chain bikataa nahii.n Kvaab bikate nahii.n dil ke aramaan betaab bikate nahii.n are paise se kyaa\-kyaa \threedots ( he in havaa_o.n kaa mol kyaa doge in ghaTaa_o.n kaa mol kyaa doge are in zamiino.n kaa mol ho shaayad aasamaano.n kaa mol kyaa doge ) \-2 paas paisaa hai to hai ye ( duniyaa hasii.n ) \-2 ho zaruurat se zyaadaa to ( maano.n yaqii.n ) \-2 ( ye dimaaGo.n me.n ) \-2 paidaa fituur kare hai yahii paisaa to \threedots % #endindian \endsong