% \startsong \stitle{resham sii hai.n ye ... jaage jaage aramaa.n hai.n jaage jaage ham}% \film{Mere Yaar Ki Shaadi Hai}% \year{2002}% \starring{Jimmy Shergil, Uday Chopada, Sanjana}% \singer{Sonu Nigam, Alka Yagnik, Udit Narayan}% \music{Jiit Pritam}% \lyrics{Javed Akhtar}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % he he he laa laa laa resham sii hai.n ye havaa_e.N sanam aa_o zaraa paas aa_e.N sanam jaage jaage aramaa.n hai.n jaage jaage ham ho jaane do ab faasale kuchh to kam jaage jaage aramaa.n \threedots a.nga.Daa_ii leke havaa hai chalii to kyuu.N naa khushbuu bikhere kalii ho khushbuu havaa_o.n me.n kaise bhare.n kaliyaa.N hai.n sharamaatii haay kyaa kare.n kyaa pataa hai ye kyaa sharm hai yaa sazaa kyuu.N hai.n betaabiyaa.N intazaar itanaa ik pal kii bhii duurii to ab hai sitam jaage jaage aramaa.n \threedots chup rahanaa chaahaa thaa rah naa sake phir bhii jo kahanaa thaa kah naa sake o tum mujhase kuchh bhii kaho naa kaho aise to kho_e hu_e naa raho ab to jo ho so ho baat dil kii suno kahatii.n hai.n dha.Dakane.n kah bhii do kah bhii do tumhaare hai.n ham hai tumhaarii kasam jaage jaage aramaa.n \threedots % #endindian \endsong