% \startsong \stitle{nakhare dikhaa ke dil ko churaa ke goriyaa kahaa.n chalii}% \film{Mere Sajnaa Saath Nibhaanaa}% \year{1992}% \starring{Mithun, Juhi, Shantipriya, Shakti, Prem Chopra, Kulbhushan, Tinu}% \singer{Sadhana Sargam, Udit Narayan, Chorus}% \music{Anand Milind}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % nakhare dikhaa ke dil ko churaa ke goriyaa kahaa.n chalii tuu jo chalii to chaTakii kalii to mahakii galii galii ho nakhare dikhaa ke \threedots baalo.n me.n gajaraa lagaane se chaahat kii khushbuu u.Daane se gaalo.n kii laalii churaane se aahaa aahaa aahaa aahaa paka.De baaho.n me.n roke raaho.n me.n tuu naa jaane mujhe kaahe maane naa kuchh bhii jaane naa chho.Duu.ngii naa tujhe mujhase jo tuu Takaraa_egaa piichhe bahut pachhataa_egaa kuchh haath na tere aa_egaa aahaa aahaa aahaa aahaa naagin jaisii tuu chale jhaa.njhar jhanake paa.nv me.n charchaa tere husn kaa raanii saare gaa.nv me.n aahaa aahaa aahaa jhaa.njhar bajaa ke chunarii u.Daa ke goriyaa kahaa.n chalii tuu jo chalii to \threedots ko_ii bhii na chhuu sakaa is yauvan ke ruup ko dekhe aise kyo.n bhalaa mere khilate ruup ko aahaa aahaa aahaa aahaa aa.Nkhe.n milaa ke baate.n banaa_e tuu naa jaane mujhe kaahe maane na \threedots itanaa kyo.n itaraa_e tuu gorii gore ruup pe meraa hii adhikaar hai tere mahake a.ng pe aahaa aahaa aahaa aahaa jaaduu jagaa ke dha.Dakane.n ba.Dhaa ke goriyaa kahaa.n chalii tuu jo chalii to \threedots a ra ra ruuk jaa kahaa.n chalii mujhe chho.D ke merii gorii are Dar ga_ii kyaa % #endindian \endsong