% \startsong \stitle{duniyaa ke saare Gamo.n se begaanaa ho mai.n huu.N mastaanaa}% \film{Mastaanaa}% \year{1954}% \starring{Motilal, Nigar Sultana, Kuldeep Kaur, Sundar, Chandrashekhar, Gop}% \singer{Rafi}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10580 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % duniyaa ke saare Gamo.n se begaanaa ho mai.n huu.N mastaanaa \-2 jiitaa huu.N duniyaa me.n apanii Kushii se naa dushman kisii kaa naa ulfat kisii se \-2 din\-raat meraa yahii hai taraanaa ho mai.n huu.N mastaanaa \threedots naashaad huu.N mai.n dilashaad huu.N mai.n duniyaa ke jhaga.Do.n se aazaad huu.N mai.n \-2 ye saaraa jahaa.N hai meraa aashiyaanaa ho mai.n huu.N mastaanaa \threedots jiinaa yaa maranaa ha.Nsanaa\-ronaa hotaa rahegaa ho kuchh hai honaa \-2 khaa_e.nge ham aur kamaa_e zamaanaa ho mai.n huu.N mastaanaa \threedots % #endindian \endsong