% \startsong \stitle{dil me.n ko_ii rahataa hai}% \film{Meri Bhabhi}% \year{1969}% \starring{Sunil Dutt, Waheeda Rahman, Kamini Kaushal, Lalita Pawar}% \singer{Mukesh, Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11108 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % mu \: dil me.n ai jii dil me.n ko_ii rahataa hai rahataa hai kaun hai batalaa_o sapanaa hai ki apanaa hai ai jii dil me.n ko_ii \threedots la \: dil me.n ai jii dil me.n vahii rahataa hai rahataa hai jo ko_ii apanaa hai aur jiivan kaa sapanaa hai ai jii dil me.n ko_ii \threedots mu \: ye nayan hamase hii magar kyuu.N begaane se faasale ba.Dhate hai.n kyo.n aur qariib aane se \-2 la \: duurii ai jii duurii bas itanii hai itanii hai faasalaa chhaayaa kaa apane tan se jitanaa hai mu \: ai jii dil me.n ko_ii \threedots mu \: laaj to rakh logii adhuurii sii in baato.n kii to.D to naa dogii za.njiir mulaakaato.n kii \-2 la \: haay rii merii mushqil tum kyaa jaano kyaa jaano saamane aanaa bhii ghuu.NghaT me.n bhii chhipanaa hai mu \: ai jii dil me.n ko_ii \threedots do \: ai jii dil me.n ko_ii \threedots % #endindian \endsong