% \startsong \stitle{jaa sanam mujh ko hai pyaar pe aitabaar}% \film{Na Tum Jaano Na Hum}% \year{2002}% \starring{Hritik Roshan, Isha Deol, Said Ali Khan}% \singer{Sneha Pant, Kamaal Khan}% \music{Rajesh Roshan}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % jaa sanam mujh ko hai pyaar pe aitabaar mai.n karuu.Ngii teraa intazaar mai.n itanii duur chalaa jaa_uu.Ngaa tujhe yaad bhii naa aa_uu.Ngaa ye baat aur hai jaanam ke tujhe mai.n bhuul naa paa_uu.Ngaa jaa sanam mujh ko hai pyaar pe aitabaar jaa magar mu.D ke tuu dekh le ek baar mai.n karuu.Ngii teraa intazaar \threedots tum se hii thii merii zi.ndagii lekin ye kyaa hu_aa tum bin bhii mai.n jii rahaa huu.N mai.n kaisaa huu.N bevafaa jaa sanam aa_egii phir lauT ke ye bahaar mai.n karuu.Ngii teraa intazaar \threedots shaayad kabhii kahii.n tumhe.n merii mile Kabar kar lenaa yaad bas mujhe mumakin ho ye agar jaa sanam tere saath merii jaan hai mere yaar mai.n karuu.Ngii teraa intazaar \threedots % #endindian \endsong